Thursday, July 28, 2011

Boondein...



Aaj apni haal kuch azeeb si hai   
Paani aankhon se aaye
Bheege joote bhi hai..




Bachke to aa gaye hum
Baarish ke baar se…
Kare kya lekin hum
Is toofan ka jo dil mein hai...